Hua Hai Aaj Pehli Baar Lyrics and download mp3 song - sanam ree


Voice
Armaan Malik, Palak Muchhal, Amaal Mallik
Composer
Amaal Mallik
Song writer
Manoj Yadav
Production house
T-Series


Download mp3 song of Hua Hai Aaj Pehli Baar

Hua Hai Aaj Pehli Baar Lyrics poster


Hua Hai Aaj Pehli Baar Lyrics



Hua hai aZ pehli baar
Jo aise muskuraya hon
Tumhe dekha toh jaana ye
Ke kyun duniya mein aaya hon (2)

Ye jaan lekar ke jaa meri
Tumhe jene main aaya hon
Main tumse ishq karne ki
Ijazat Rab se laya hon

Zameen se aasman tak hum
Dhondh aaye jahan sara
Bana paaya nahi ab tak
Khuda tumse koi pyara (2)

Baton mein teri hain badmashiyan
Sab bewajah ki hain tarifiya

Main likh doon asman par ye
Ke padh lega jahaan sara
Hua na hoga ab koi
Yahan hum do sa dobara

Main duniya bhar ki tarifein
Tere sajde mein laaya hoon
Main tumse ishq karne ki
Ijazat Rab se laya hon


Tu hai jo rubaru mere
Bada mehfoz rehta hon
Tere milne ka shukrana
Khuda se roz karta hon (2)

Humko pata hai yeh nadaniyan hain
Aawara dil ki hai awariyan

Yeh dil pagal bana baitha
Isey ab tu hi samjha de
Dikhe tujhme meri duniya
Meri duniya tu banja re

Hon khushkismat jo kismat se
Tumhe aise main paaya hon
Main tumse ishq karne ki
Ijazat Rab se laya hon



Something more about Amal malik - 

Amaal leader (born sixteen June 1990) could be a music musician and playback singer within the Hindi industry hailing from a musical family. He’s the grandchild of Sardar leader; son of Daboo leader and kinsman of music musician Anu Malik. Amaal started learning music at the age of eight and took a feeling towards the piano. He debuted in 2014 with Salman Khan's Jai metallic element, following it up with the song "Naina" from Sonam Kapoor and Fawad Khan Starrer Khoobsurat.



Mallik began his career journey at a young age. when finishing his tenth grade year, he directly went on to help music musician and background scorer Amar Mohile for the sound recording of Sarkar (2005) and scrap at Lokhandwala (2007) at the age of fifteen, later moving on to manufacturing and transcription music for his father in films like Sohail Khan's Kisaan (2009) wherever he collaborated on a remix track of Mere Desh Ki Dharti with pop singer, Daler Mehndi.

Comments